SEARCH RESULTS
Showing search results for "navaa-e-muzmahil"
Ghazal MATCHES FOR "navaa-e-muzmahil"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
samo na taaro.n me.n mujh ko ki huu.n vo sail-e-navaa
jo zindagii ke lab-e-mo'tabar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
qariib o duur ko.ii shola-e-navaa bhii nahii.n
ye kin andhero.n me.n haatho.n se sham.a-daan giraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
zinda ho rasm-e-junuu.n kis kii navaa-rezii se
ab rahaa kaun yahaa.n sho.ala-ba-jaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
shauq-e-safar to hai dil-e-pur-ishtiyaaq ko
ho jaa.e muzmahil na ye vaqt-e-safar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
zindagii naGma-e-be-saaz-o-navaa thii pahle
aaj tak KHair se ai dard-e-nihaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ye zulmato.n ke parastaar kyaa KHabar hote
mirii navaa me.n ba-juz muzhda-e-sahar kyaa thaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ahd-e-vafaa ko to.D ke ham bhii hai.n muzmahil
tum bhii udhar ho chaak garebaa.n kiye hu.e
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
aalam tamaam tiirgi-e-dard-e-muzmahil
haa.n ik faroG-e-shola-e-ruKHsaar ke sivaa
Anwar Siddiqui
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Dar naala-haa-e-zaar se mere KHudaa ko maan
aaKHir navaa-e-murG-e-giraftaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
tamaasha-biin tamaashaa-e-KHud-farebii hai.n
navaa-e-naGma-o-naara-zanaa.n ko.ii nahii.n hai
Hadis Salsal
Ghazal
bad-gumaa.n hotaa hai vo kaafir na hotaa kaash ke
is qadar zauq-e-navaa-e-murG-e-bustaanii mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
payaam le ke havaa duur tak nahii.n jaatii
navaa-e-KHalq-e-KHudaa duur tak nahii.n jaatii