SEARCH RESULTS
Showing search results for "navaazish"
Ghazal MATCHES FOR "navaazish"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
jab ko.ii hasii.n hotaa hai sargarm-e-navaazish
us vaqt vo kuchh aur bhii aate hai.n sivaa yaad
Jigar Moradabadi
Ghazal
ye ra.ng, ye andaaz-e-navaazish to vahii hai
shaayad ki kahii.n pahle bhii tuu mujh se milaa ho
Hari Chand Akhtar
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
mausamo.n se rahe.n 'vishvaas' ke aise rishte
kuchh adaavat bhii rahe tho.Dii navaazish bhii rahe
Kumar Vishwas
Ghazal
samjhaa use phuulo.n kii navaazish dil-e-saada
jo zaKHm lagaa nok-e-sar-e-KHaar se lag kar
Aziz Ejaz
Ghazal
saaqii kii navaazish ne to aur aag lagaa dii
duniyaa ye samajhtii hai mirii pyaas bujhaa dii
Mahirul Qadri
Ghazal
aah kal tak vo navaazish aaj itnii be-ruKHii
kuchh to nisbat chaahiye anjaam ko aaGaaz se
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
din zauq-e-navaazish se begaana sahii lekin
jalva hai na sho.ala hai raat aa.ii to kyaa aa.ii
Nushur Wahidi
Ghazal
ye niyaaz-e-Gam-KHvaarii ye shikast-e-dildaarii
bas navaazish-e-jaanaa.n dil bahut pareshaa.n hai