SEARCH RESULTS
Showing search results for "nayyar"
Ghazal MATCHES FOR "nayyar"
Ghazal
mujh se tumhe.n nafrat sahii nayyar se la.Daa.ii
bachcho.n kaa bhii dekhaa na tamaashaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq bhii taak me.n baiThaa hai nazar-baazo.n kii
dekhnaa sher se aa.nkhe.n na la.Daanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
mai.n us kaa phuul huu.n 'nayyar' so us pe chho.D diyaa
vo gesu.o.n me.n sajaa.e ki paa.emaal kare
Shahzad Nayyar
Ghazal
Shahzad Nayyar
Ghazal
aamad-o-raft ko duniyaa.e.n pa.Dii hai.n 'nayyar'
dil kii bastii ko na baazaar banaa.e.n jaa.e.n
Shahzad Nayyar
Ghazal
tinke bhii nahii.n chho.De hai.n 'nayyar' kisii ghar ke
sailaab vo aayaa hai ki dekhaa nahii.n jaataa
Azhar Naiyyar
Ghazal
Shahbaz Nayyar
Ghazal
pahlii nazar ko us ne bhii dekhaa na Gaur se
ham se bhii iltifaat mukarrar nahii.n hu.aa
Shahzad Nayyar
Ghazal
kyaa zaruurii hai ki darvaaze pe patthar hii lage
dekh baahar tiraa 'nayyar' bhii to ho saktaa hai
Shahbaz Nayyar
Ghazal
'nayyar' ta.alluqaat hai.n aarii KHuluus se
ahbaab ke suluuk se bezaar mai.n bhii huu.n
Nayyar Qureshi Gangohi
Ghazal
jins-e-naayaab ke hote hai.n hazaaro.n gaahak
tum pataa apnaa kisii ko na bataanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
us bevafaa kii yaad ke miTte hu.e nuquush
'nayyar' ham apne dil me.n utaare chale ga.e
Sewak Nayyar
Ghazal
aise be-mehr zamaane se vafaa maa.ngtaa hai
dil bhii saada hai KHalaa.o.n me.n havaa maa.ngtaa hai
Shahzad Nayyar
Ghazal
kitaab-e-ziist kaa har safha saada hai 'nayyar'
qalam kii nok kaa lafzo.n se rishta TuuT gayaa
Azhar Naiyyar
Ghazal
Nayyar Aasmi
Ghazal
sunaa hai aap kii aa.nkhe.n hai.n baadshaah aa.nkhe.n
nazar uThaa.iye ham ko Gulaam kiijiye naa.n