SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazaare"
Ghazal MATCHES FOR "nazaare"
Ghazal
majnuu.n ne shahr chho.Daa to sahraa bhii chho.D de
nazzaare kii havas ho to lailaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ruuh ko shaad kare dil ko jo pur-nuur kare
har nazaare me.n ye tanviir kahaa.n hotii hai
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
phir us ke baa'd nazaare nazar ko tarse.nge
vo jaa rahaa hai KHizaa.n ke gulaab de jaa.o
Bashir Badr
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
nazaare ko ye jumbish-e-mizhgaa.n bhii baar hai
nargis kii aa.nkh se tujhe dekhaa kare ko.ii
Allama Iqbal
Ghazal
thii taab-e-husn shoKHii-e-tasviir-e-yaar me.n
bijlii chamak ga.ii nazar-e-be-qaraar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
kyuu.n na jazb ho jaa.e.n is hasii.n nazaare me.n
raushnii kaa jhurmuT hai mastiyo.n kaa gheraa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
terii nazar-e-karam kii hii bas der hai
ye jo big.Daa hu.aa huu.n sa.nvar jaa.uu.ngaa
Hadeed Fatema
Ghazal
jo dekhte mirii nazro.n pe bandisho.n ke sitam
to ye nazaare mirii bebasii pe ro dete
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
aa.nkho.n se duur sub.h ke taare chale ga.e
nii.nd aa ga.ii to Gam ke nazaare chale ga.e