SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazanin"
Ghazal MATCHES FOR "nazanin"
Ghazal
jise kahtii hai duniyaa kaamyaabii vaa.e naa-daanii
use kin qiimato.n par kaamyaab insaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
naazaa.n na ho KHirad pe jo honaa hai ho vahii
daanish tirii na kuchh mirii daanish-varii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
mahruum fazaa.o.n me.n maayuus nazaaro.n me.n
tum 'azm' nahii.n Thahre mai.n kaise Thahar jaataa
Azm Bahzad
Ghazal
us naaznii.n ne jab se kiyaa hai vahaa.n qayaam
gulzaar ban ga.ii hai zamiin-e-dakan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
ai ishq-e-naalaa-kash tirii Gairat ko kyaa hu.aa
hai hai araq araq vo tan-e-naaznii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
niilaam ho rahaa thaa kisii naaznii.n kaa pyaar
qiimat nahii.n chukaa.ii ga.ii ik Gariib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
apnii to jahaa.n aa.nkh la.Dii phir vahii.n dekho
aa.iine ko lapkaa hai pareshaa.n-nazarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meeraji
Ghazal
mire dil me.n is tarah hai tirii aarzuu KHiraamaa.n
ko.ii naaznii.n ho jaise jo khulii kitaab dekhe
Jameel Malik
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
naqaab un kaa ulaTnaa to chaahtaa huu.n magar
biga.D ga.e to nazaaro.n kaa haal kyaa hogaa