SEARCH RESULTS
Showing search results for "nemul-badal"
Ghazal MATCHES FOR "nemul-badal"
Ghazal
nemul-badal nahii.n tire zinda vajuud kaa
diivaar par lagii tirii tasviir kyaa kare.n
Tufail Amir
Ghazal
mire diye tiraa ne'mul-badal rahaa huu.n mai.n
tuu bujh gayaa hai to ab dekh jal rahaa huu.n mai.n
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
har ek phuul kii KHushbuu kaa zaa.iqa hai alag
har ek chiiz kaa nemul-badal nahii.n hotaa
Umr Daraz Hashir
Ghazal
hamaaraa ko.ii bhii nemul-badal nahii.n hogaa
hamaarii KHaalii jagah ko.ii bhii nahii.n bhartaa
Raoof Khair
Ghazal
Iftikhar Naseem
Ghazal
Rao Mohammad Umar
Ghazal
jaanaa mujhe kidhar thaa kis samt chal rahaa huu.n
ik umr mai.n tumhaaraa nemul-badal rahaa huu.n
Khwaja Ali Husain
Ghazal
kyuu.nkar na ahl-e-bazm me.n ai 'shaad' ho rusuuKH
nemul-badal huu.n 'raasiKH'-e-Gufraa.n-panaah kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
lafzo.n me.n kab simaTtaa hai vo sehr-e-be-karaa.n
shero.n ko husn-e-dost kaa nemul-badal na likh
Sahba Akhtar
Ghazal
zindagii is ke sivaa ab aur hal ko.ii nahii.n
maut hai aur maut kaa nemul-badal ko.ii nahii.n
Shiraz Ali
Ghazal
jab 'taahira' milegaa na ne'mul-badal miraa
yaad aa.e.ngii zamaane ko tab KHuubiyaa.n mirii
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
har ek chiiz kaa ne'mul-badal milaa 'haaris'
magar vo 'aks jo aa.iine par nahii.n bantaa
Haris Bilal
Ghazal
sab hai.n achchhe magar bas hai anmol vo
ko.ii bhii us kaa ne'mul-badal to nahii.n
Syed Wajih Ul Hassan Sherazi
Ghazal
dushnaam de ke bose ye kah kah ke dete hai.n
in'aam gaaliyo.n ke ye nemul-badal me.n hai
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ruKH kiijiyo hayaat kii gaa.Dii kaa us taraf
jis or shahr-e-KHvaab kaa ne'mul-badal pa.De