SEARCH RESULTS
Showing search results for "nemul-badal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nemul-badal"
Nazm
nemul-badal
mujhe ma.aluum hai ki kuchh na badlegaa
na shaaKH-e-hijr par aasaar aa.e.nge KHizaa.o.n ke
Malik Ehsan
Ghazal
nemul-badal nahii.n tire zinda vajuud kaa
diivaar par lagii tirii tasviir kyaa kare.n
Tufail Amir
Ghazal
mire diye tiraa ne'mul-badal rahaa huu.n mai.n
tuu bujh gayaa hai to ab dekh jal rahaa huu.n mai.n
Ahmad Kamal Hashmi
Nazm
badalte mausamon ki mahak
vafaadaar mazbuut nemul-badal
dar-haqiiqat ko.ii hai
Naseem Muzaffarpuri
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "nemul-badal"
MORE MATCHES FOR "nemul-badal"
Nazm
man ji
terii god kaa nemul-badal banaanaa
KHudaa kii mashiyyat me.n na thaa
Omainuz Zahra Sayyad
Sher
raushnii bhii nahii.n havaa bhii nahii.n
maa.n kaa nemul-badal KHudaa bhii nahii.n
Anjum Saleemi
Ghazal
hamaaraa ko.ii bhii nemul-badal nahii.n hogaa
hamaarii KHaalii jagah ko.ii bhii nahii.n bhartaa
Raoof Khair
Marsiya
nemul-badal ahmad0-e-muKHtaar hai akbar
lekin tumhe.n tasviir ye kartii hai ishaarat
Meer Muzaffar Husain Zameer
Nazm
majburi
kisii nemul-badal ko Dhuu.nD letii hai
vagarna un kii shaadaabii KHizaa.n kii nazr hotii hai