SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigalne"
Ghazal MATCHES FOR "nigalne"
Ghazal
mere KHvaabo.n ko nigalne kaa iraada na kare
kah do suuraj se nikalne kaa iraada na kare
Aalam Nizami
Ghazal
kyuu.n na sauGaat samajh kar mai.n use kartaa qubuul
bhejte zahr vo mujh ko jo nigalne ke liye
Zubair Farooq
Ghazal
siskiyaa.n ghol ke ashko.n ko nigalne kaa hunar
maano mat maano har ik jashn-e-tarab puuchhtaa hai
Nitin Nayab
Ghazal
sunaa hai vaqt hamaaraa badalne vaalaa hai
ko.ii umiid kaa suuraj nikalne vaalaa hai
Javed Qamer
Ghazal
dil to ahbaab se milne ko bahut chaahtaa hai
muflisii ghar se nikalne nahii.n detii mujh ko
Raza Mauranvi
Ghazal
darvaaza ko.ii ghar se nikalne ke liye de
be-KHauf ko.ii raasta chalne ke liye de
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
vo mujhe dekh ke phunkaar rahaa hai aise
azhdahaa jaise kisii ko ho nigalne vaalaa
Faheem Jogapuri
Ghazal
dard kii niilii rage.n ThanDii havaa se ashk-rez
surKH hotii rahtii hai.n aa.nsuu nigalne ke sabab
Farzana Nainan
Ghazal
mai.n ne chaahaa thaa karuu.n baat ko.ii mai.n lekin
mere ahbaab nahii.n baat nigalne vaale
Syed Yasir Gilani
Ghazal
ik chashm-e-intizaar se miltaa hai ye javaab
mehr-o-vafaa kaa rang nigalne lagii hai shaam
Bismil Aazmi
Ghazal
Gam-e-hayaat kaa manzar badalne vaalaa hai
KHushii manaa.o ki suuraj nikalne vaalaa hai
Ejaz Ansari
Ghazal
Irfan Sadiq
Ghazal
a.ndhere ab to nigalne lage hai.n yuu.n ki 'asar'
naved-e-sub.h se pahle hu.ii zabaan bhii tang
M. K. Asar
Ghazal
hai aarzuu ki vo Daale.n nigaah-e-shoKH idhar
jabiin-e-shauq me.n sajde ka.ii machalne lage.n
Mohammad Fahim
Ghazal
saaz bechain hai har dard ugalne ke liye
naGme be-taab hai.n taaro.n se nikalne ke liye
Zia Karnatki
Ghazal
Qasim Hayat
Ghazal
kab aasmaa.n pe chaa.nd nikalne se kuchh hu.aa
ye to a.ndheraa kam mire jalne se kuchh hu.aa