SEARCH RESULTS
Showing search results for "nihaar"
Ghazal MATCHES FOR "nihaar"
Ghazal
zamaana pursish-e-Gam bhii kare to kyaa haasil
ki teraa Gam Gam-e-lail-o-nihaar bhii to nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
zavaal-e-husn ko husn-e-nigaar kyaa jaane
KHizaa.n qadam-ba-qadam hai bahaar kyaa jaane
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
kahaa.n talaash rahaa hai judaa.ii ke ma.anii
mujhe nihaar mai.n tafsiir huu.n judaa.ii kii
Tanmay Mishra
Ghazal
simTe to musht-e-KHaak hai ye aadmii kii zaat
bikhre to phir ye arsa-e-lail-o-nihaar kyaa
Rifat Sarosh
Ghazal
jo tuu kha.Dii thii to pachchhim kii or taktaa rahaa
tujhe nihaar ke suuraj-mukhii se bhuul hu.ii
Vaibhav Kumar
Ghazal
laraztii kaa.nptii aa.nkho.n se kyaa nihaar gayaa
mujhe KHumaar-jaziire pe vo utaar gayaa
Tarkash Pradeep
Ghazal
hotaa hai nihaa.n gard me.n sahraa mire hote
ghistaa hai jabii.n KHaak pe dariyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
aahaT sii ko.ii aa.e to lagtaa hai ki tum ho
saaya ko.ii lahraa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ash.aar mire yuu.n to zamaane ke liye hai.n
kuchh sher faqat un ko sunaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
nihaal sabz rang me.n jamaal jis kaa hai 'muniir'
kisii qadiim KHvaab ke muhaal me.n milaa mujhe