SEARCH RESULTS
Showing search results for "nimaT"
Ghazal MATCHES FOR "nimaT"
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
mire dil me.n kisii hasrat ke pas-andaaz hone tak
nimaT hii jaa.egaa kaar-e-jahaa.n aahista aahista
Abbas Tabish
Ghazal
mohtasib se mai.n akelaa hii nimaT saktaa huu.n
jis ne jo jurm kiyaa hai vo mire naam kare
Maqbool Aamir
Ghazal
sipaah-e-kaar-e-jahaa.n se nimaT chukaa huu.n magar
tumhaarii yaad kaa lashkar bhii dekhnaa hai mujhe
Arif Imam
Ghazal
KHayaal-e-KHaam thaa so chiiKH uThaa huu.n phir
miraa KHayaal thaa ki mai.n nimaT gayaa
Shaheen Abbas
Ghazal
tuu yahaa.n zer-e-ufuq chand gha.Dii sustaa le
mai.n zaraa din se nimaT kar shab-e-taar! aataa huu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
baat ham dono.n kii hai ham KHud nimaT le.nge kabhii
kyo.n zamaana boltaa hai mere us ke darmiyaa.n
Iftikhar Raghib
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
kaise bhii ho.n haalaat nimaT letaa huu.n ha.ns kar
sangiin nataa.ej kaa nahii.n Dar mire andar
Shozeb Kashir
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
Qaisar Shameem
Ghazal
ninaanve pe jame saa.np se nimaT lete
tire liye to faqat sii.Dhiyaa.n banaate ham
Hamida Shaheen
Ghazal
azal abad ke sabhii masaa.il pe baat hogii
abhii to ai zindagii mai.n tujh se nimaT rahaa huu.n