SEARCH RESULTS
Showing search results for "nipatne"
Ghazal MATCHES FOR "nipatne"
Ghazal
jo apne faraa.ez se nipaTne me.n ulajh jaa.e
ham log use zulf-e-pareshaa.n nahii.n kahte
M. A. Qadeer
Ghazal
savaal-e-haq-parastii par ye bole hazrat-e-vaa.is
nipaTne diijiye mujh ko to jaahil se zaraa pahle
Nazr Fatmi
Ghazal
haalaat se nipaTne kaa ham ko shu.uur hai
ham kab kahaa.n kisii se hai.n kam maar-dhaa.D me.n
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
aa.nkhe.n mujhe talvo.n se vo malne nahii.n dete
armaan mire dil ke nikalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
is ta'alluq se nikalne kaa ko.ii raasta de
is pahaa.Dii pe bhii baaruud lagaanaa na pa.De
Umair Najmi
Ghazal
aa.e the chashm-e-shauq kii hasrat nikaalne
sar-taa-qadam nigaah banaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
Zubair Ali Tabish
Ghazal
jaa.n kyuu.n nikalne lagtii hai tan se dam-e-samaa
gar vo sadaa samaa.ii hai cha.ng o rabaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
KHvaahishe.n parindo.n se laakh miltii-jultii ho.n
dost par nikalne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
zehn me.n jab bhii tire KHat kii ibaarat chamkii
ek KHushbuu sii nikalne lagii almaarii se
Rahat Indori
Ghazal
har har nafas me.n dil se nikalne lagaa Gubaar
kyaa jaane gard-e-raah ye kis kaarvaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
din nikalne ko hai raahat se guzar jaane de
ruuTh kar tuu na qayaamat kii sahar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
badan un ko kabhii baahar nikalne hii nahii.n detaa
'qamar-abbas' to baa-qaa.edaa tayyaar hote hai.n
Abbas Qamar
Ghazal
hai.n sehr-e-musavvir me.n qayaamat nahii.n karte
ra.ngo.n se nikalne kii jasaarat nahii.n karte