SEARCH RESULTS
Showing search results for "nishaan-e-sar-e-manzil"
Ghazal MATCHES FOR "nishaan-e-sar-e-manzil"
Ghazal
naakaamiyo.n kaa Gam sar-e-manzil nahii.n rahaa
ab dil kisii bhii raah ke qaabil nahii.n rahaa
Asma Saidi
Ghazal
pahu.nch ke ham sar-e-manzil jinhe.n bhulaa na sake
vo ham-safar the jo kuchh duur saath aa na sake
Fareed Javed
Ghazal
KHvaab Thahraa sar-e-manzil na tah-e-baam kabhii
is musaafir ne uThaayaa nahii.n aaraam kabhii
Hasan Naim
Ghazal
raah-e-gum-karda sar-e-manzil bhaTak kar aa gayaa
sub.h kaa bhuulaa thaa lekin shaam ko ghar aa gayaa
Farrukh Jafari
Ghazal
har zarra chashm-e-shauq-e-sar-e-rahguzar hai aaj
dil mahv-e-intizaar hai aur kis qadar hai aaj
Hameed Nag Puri
Ghazal
kyo.n le aa.e sar-e-baazaar suno ai logo
mai.n na fankaar na shahkaar suno ai logo
Nazish Ansari
Ghazal
miyaan-e-sharr-o-sar-e-KHair baukhalaayaa hu.aa
shikaar-e-kashmakash-e-'aql Dagmagaayaa hu.aa
Abdullah Saqib
Ghazal
shauq har rang raqiib-e-sar-o-saamaa.n niklaa
qais tasviir ke parde me.n bhii uryaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
agarche aah-e-sar-e-shaam bhii zaruurii hai
dil-e-sitam-zada aaraam bhii zaruurii hai
Jafar Baluch
Ghazal
har mo.D ko charaaG-e-sar-e-rahguzar kaho
biite hu.e dino.n ko Gubaar-e-safar kaho
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
Raushan Banarasi
Ghazal
kahtaa yahii Gubaar-e-sar-e-rahguzaar hai
lenaa qadam har ik ke hamaaraa shi.aar hai
Jagdish Sahay Saxena
Ghazal
vo jis pe tumhe.n sham-e-sar-e-rah kaa gumaa.n hai
vo sho.ala-e-aavaara hamaarii hii zabaa.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
aabla KHaar-e-sar-e-mizhgaa.n ne pho.Daa saa.np kaa
selii-e-zulf-e-rasaa ne kallaa to.Daa saa.np kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ishq kyaa kyaa na raqiib-e-sar-o-saamaa.n niklaa
tie collar kii jagah chaak-garebaa.n niklaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
aap dekhe.n na charaaG-e-sar-e-mahfil kii tarah
aap kaa dil bhii na ho jaa.e mire dil kii tarah
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Ghazal
hazrat-e-'manzil' ye sochaa hai kabhii
kuchh na kuchh hai vo bhii chaaraa jaa.egaa
Manzil Lohatheri
Ghazal
mire aziiz na ro.e.n abhii sar-e-baalii.n
ki hai mujhii ko mirii zindagii kii aas abhii