SEARCH RESULTS
Showing search results for "noche"
Ghazal MATCHES FOR "noche"
Ghazal
karam mujhii pe thaa sab baaGbaan-o-gulchii.n kaa
kisii ne qaid kiyaa aur kisii ne noche par
Vafa Malikpuri
Ghazal
noche hai.n kabhii ham ne havaadis ke garebaa.n
naakaamii-e-koshish pe kabhii haath male hai.n
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Sahib Shreya
Ghazal
karam mujhii pe thaa sab baaGbaan-o-gulchii.n kaa
kisii ne qaid kiyaa aur kisii ne noche par
Vafa Malikpuri
Ghazal
Irshad Qamar Bukhari
Ghazal
kisii kitaab se noche hu.e varaq kii tarah
hai be-dayaar mohabbat bhii aaj haq kii tarah
Hayat Warsi
Ghazal
apne par apnii hii minqaar se noche mai.n ne
kyaa karuu.n taab-e-faraamoshii-e-sayyaad nahii.n
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
ik shaKHs kar rahaa hai abhii tak vafaa kaa zikr
kaash us zabaa.n-daraaz kaa mu.nh noch le ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
be-iKHtiyaar ho ke jo mai.n paa.nv par giraa
Tho.Dii ke niiche us ne dharaa muskuraa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n mirii aa.nkhe.n noch lii jaa.e.n
tiraa KHayaal kisii taur paa.emaal na ho
Jawad Sheikh
Ghazal
nauhe fasiil-e-zabt se uu.nche na ho sake
khul kar dayaar-e-sa.ng me.n royaa na tuu na mai.n
Khalid Ahmad
Ghazal
surma.ii aa.nkho.n ke niiche phuul se khilne lage
kahte kahte kuchh kisii kaa sochnaa achchhaa lagaa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
jis ke saa.e me.n tujhe pahle pahal dekhaa thaa
mai.n isii pe.D ke niiche tirii bai'at karuu.ngaa