SEARCH RESULTS
Showing search results for "nukaat"
Ghazal MATCHES FOR "nukaat"
Ghazal
harf kii shakl me.n Dhaltii hai.n lakiire.n KHud se
aa ke detaa ko.ii paiGaam-e-nuqat hai mujh ko
Rahat Hasan
Ghazal
kyaa be-nuqat sunaa.ii hai.n us tifl-e-shauq ne
qaasid ne naama de ke talab jab rasiid kii
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mazmuun soz-e-dil kaa kahte hii u.Dne laage
harf o nuqat sharar-saa.n yaksaa.n kitaabato.n se
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
ye qaa.ede kii baat thii talab mirii bhii shaad ho
zaraa saa thaa mutaalba vo be-nuqat sunaa gayaa
Danish Asari
Ghazal
diivaan-e-be-nuqat se hai teraa 'vaqaar-hilm'
kahtii hai ahl-e-fan se ye gauhar-ba-kaf havaa
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
hotaa nahii.n hai us lab-e-nau-KHat pe ko.ii sabz
iisaa o KHizr kyaa sabhii yak-baar mar ga.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham na nik.hat hai.n na gul hai.n jo mahakte jaave.n
aag kii tarah jidhar jaave.n dahakte jaave.n
Meer Hasan
Ghazal
merii chaahat kii bahut lambii sazaa do mujh ko
karb-e-tanhaa.ii me.n jiine kii du'aa do mujh ko
Nikhat Iftikhar
Ghazal
kha.Dii mast a.nchal mast Dhalii mast o.Dhii mast
gazak mast nuqal mast bachan mast parii mast
Quli Qutub Shah
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
banjaare hai.n rishto.n kii tijaarat nahii.n karte
ham log dikhaave kii mohabbat nahii.n karte
Naseem Nikhat
Ghazal
aatii thii jo roz galii ke suune nukka.D tak
aaj hu.aa kyaa vo parchhaa.ii.n saat nahii.n aa.ii
Shahryar
Ghazal
Naseem Nikhat
Ghazal
Naseem Nikhat
Ghazal
ek sahmaa hu.aa sunsaan galii kaa nukka.D
shahr kii bhii.D me.n aksar mujhe yaad aayaa hai