SEARCH RESULTS
Showing search results for "nuur-e-aariz-e-rashk-e-qamar"
Ghazal MATCHES FOR "nuur-e-aariz-e-rashk-e-qamar"
Ghazal
shab-e-visaal kii yaarab na raushnii kam ho
vo nuur-e-aariz-e-rashk-e-qamar qamar me.n rahe
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
ai rashk-e-qamar aage tire shams-o-qamar kyaa
sau jaa.n se fidaa huu.n mai.n ye hai jaan-o-jigar kyaa
Mardan Safi
Ghazal
uqde ulfat ke sab ai rashk-e-qamar khol diye
siina yuu.n chaak kiyaa daaG-e-jigar khol diye
Rasheed lakhnavi
Ghazal
mehrbaa.n mujh pe ho ai rashk-e-qamar aaj kii raat
aa mire chaa.nd ke Tuk.De mire ghar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
raat din chain ham ai rashk-e-qamar rakhte hai.n
shaam avadh kii to banaras kii sahar rakhte hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
puuchhegaa jo vo rashk-e-qamar haal hamaaraa
ai 'mehr' chamak jaa.egaa iqbaal hamaaraa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
us rashk-e-qamar kii hame.n aa.ii jo nazar naaf
ham samjhe ki hai ik girah-e-muu-e-kamar naaf
Hatim Ali Mehr
Ghazal
kis ke ghar jaa.egaa vo rashk-e-qamar aaj kii raat
chaa.nd niklegaa KHudaa jaane kidhar aaj kii raat
Shaheer Machlishahri
Ghazal
jalva-farmaa hai jo vo rashk-e-qamar aaj kii raat
misl-e-firdaus hai raushan miraa ghar aaj kii raat
Sabir Rampuri
Ghazal
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
vo rashk-e-mehr-o-qamar ghaat par nahii.n aataa
kabhii a.ndhere-ujaale nazar nahii.n aataa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Lala Kanji Mal Saba
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Noor Ahmad Shaikh
Ghazal
chaa.ndnii maa.nd pa.De aisii sabaahat un kii
shakl dekhe to ko.ii rashk-e-qamar hotii hai
Noor Mohammad Noor
Ghazal
zulf sarkaa.o zaraa aariz-e-taabaa.n se kabhii
chaa.ndnii raat ko ai rashk-e-qamar hone do
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
Rehana Qamar
Ghazal
kaif-e-sharaab-e-naab kaa anjaam ho ba-KHair
shalvaar-band saaqii-e-rashk-e-qamar khule
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tevar tire ai rashk-e-qamar dekh rahe hai.n
ham shaam se aasaar-e-sahar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
roz kahte the kabhii Gair ke ghar dekh liyaa
aaj to aa.nkh se ai rashk-e-qamar dekh liyaa