SEARCH RESULTS
Showing search results for "nuur-e-ain"
Ghazal MATCHES FOR "nuur-e-ain"
Ghazal
kahii.n zamiin kahii.n aasmaan chho.D aa.e
dayaar-karb me.n apnaa makaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
mujhe to bas yahii dukh hai ki mere gulshan kii
tarang-o-rang ko suukhe shajar ne chhiin liyaa
Aun Abbas Aun
Ghazal
TuuTe na be-iraada kahii.n dil raqiib kaa
miizaan-e-zehn me.n zaraa alfaaz toliye
Noor Ahmad Noor
Ghazal
Ain Salam
Ghazal
ab ahl-e-gulistaa.n ko yaqii.n aa.e na aa.e
ik phuul to daaman me.n hamaare bhii khilaa thaa
Noor Taqi Noor
Ghazal
jis tarah hotii hai rindo.n kii KHaraabaat se baat
is tarah gardish-e-ayyaam se baate.n ho.ngii
Noor Mohammad Noor
Ghazal
tere diivaano.n kii mahfil me.n hai pahchaan yahii
reg-e-sahraa se sivaa KHaak-basar hotii hai
Noor Mohammad Noor
Ghazal
aataa hai ko.ii dard kaa darmaa.n liye hu.e
ai baKHt jaag gardish-e-dauraa.n liye hu.e
Noor Mohammad Noor
Ghazal
hamii.n hai.n jinhe.n ishq hai baa.nkpan se
hamii.n hai.n jo uljhe.n hai.n daar-o-rasan se
Noor Mohammad Noor
Ghazal
KHush ho ke abhii taisha-e-farhaad uThaa le
ai ishq ye qudrat kii ataa mere liye hai
Noor Mohammad Noor
Ghazal
zanjiir-e-mehan paa.nv me.n pahnaa.e hu.e hai
yaa jalva-e-jaanaa.n mujhe bahlaa.e hu.e hai
Noor Mohammad Noor
Ghazal
shaayad ko.ii nigaah kare merii zaat par
dastak to de rahaa huu.n dar-e-kaa.enaat par
Noor Taqi Noor
Ghazal
log ye soch ke ho jaa.e.n na haalaat KHaraab
aalam-e-aish me.n hairaa.n hu.e kaise kaise
Noor Taqi Noor
Ghazal
hamaaraa ashk nahii.n hai ye qadr-e-gauhar hai
shikast zabt na kahiye use ye jauhar hai
Noor Mohammad Noor
Ghazal
ho ga.e haath qalam ye to KHabar honii thii
lekin is zulm se taa.iid-e-hunar honii thii