SEARCH RESULTS
Showing search results for "pa.Duu.ngaa"
Ghazal MATCHES FOR "pa.Duu.ngaa"
Ghazal
gulaab cinema se pahle chaa.nd baaG ke baa'd
utar pa.Duu.ngaa jahaa.n kaarKHaana aataa hai
Idris Babar
Ghazal
kahtaa thaa mai.n gale kaa tire ho pa.Duu.ngaa haar
dekhaa na gul ko sar pe cha.Dhaane ne kyaa kiyaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
diivaar-e-KHastagii huu.n mujhe haath mat lagaa
mai.n gir pa.Duu.ngaa dekh mujhe aasraa na de
Aslam Ansari
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
kuchh is qadar fareb sahaaro.n se khaa.e hai.n
mai.n gir pa.Duu.ngaa KHauf se tuu aasraa na de
Afzal Alvi
Ghazal
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
Javed Shaheen
Ghazal
na.e gulaab kare.nge mukaalima kis se
nikal pa.Duu.ngaa chaman se agar sabaa ke saath
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
lapak pa.Duu.ngaa mai.n tasviir se tirii jaanib
ye terii samt miraa aaKHirii qadam hogaa
Sarfraz Arish
Ghazal
Ali Raza Razi
Ghazal
us taraf hii chal pa.Duu.ngaa sochne kaa kyaa maqaam
jis taraf le jaa.egii ye raah-e-anjaanii mujhe
Wafa Naqvi
Ghazal
mirii bhii maan miraa aks mat dikhaa mujh ko
mai.n ro pa.Duu.ngaa mire saamne na laa mujh ko
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
mai.n chal pa.Duu.ngaa sitaaro.n kii raushnii le kar
kisii vajuud ke markaz ko darmiyaan liye
Rafiq Sandelvi
Ghazal
junuu.n kaa ko.ii fasaana to haath aane do
mai.n ro pa.Duu.ngaa bahaana to haath aane do