SEARCH RESULTS
Showing search results for "paa-e-nigaah-e-ahl-e-nazar"
Ghazal MATCHES FOR "paa-e-nigaah-e-ahl-e-nazar"
Ghazal
paa-e-nigaah-e-ahl-e-nazar ke pa.De hai.n niil
ruKHsaar-e-naaznii.n pe nahii.n til alag alag
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Saib Tonki
Ghazal
chhup kar na rah sake nigah-e-ahl-e-fan se ham
mahfil me.n jhaa.nkte hai.n naqaab-e-suKHan se ham
Parvez Shahidi
Ghazal
Arshi Bhopali
Ghazal
ai ahl-e-nazar soz hamii.n saaz hamii.n hai.n
aalam me.n pas-e-parda-e-parvaaz hamii.n hai.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
daad miltii nazar-e-ahl-e-nazar se pahle
maut aatii jo kahii.n dil ko jigar se pahle
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
Zaheer Ghazipuri
Ghazal
nazar na aa.e ham ahl-e-nazar ke hote hu.e
azaab-e-KHaanaa-ba-doshii hai ghar ke hote hu.e
Haseeb Soz
Ghazal
kare.nge ahl-e-nazar taaza bastiyaa.n aabaad
mirii nigaah nahii.n suu-e-kuufa-o-baGdaad
Allama Iqbal
Ghazal
duniyaa me.n ko.ii ahl-e-nazar kyaa rahaa nahii.n
vo saamne hai aur ko.ii dekhtaa nahii.n
Maikash Akbarabadi
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
ahl-e-KHirad ko ahl-e-nazar kaa pata chalaa
nikle to kitne shams-o-qamar kaa pata chalaa
Firdaus Gayavi
Ghazal
Maikash Amrohvi
Ghazal
aaj bhii ahl-e-nazar gar kahii.n paa.e jaate
aa.nkh me.n paate jagah dil me.n basaa.e jaate
Khalish Barodvi
Ghazal
jab bhii mahfil me.n ahl-e-nazar aa ga.e
ham bhii le kar Gazal pur-asar aa ga.e
Kashish Sandelvi
Ghazal
ye kyaa KHabar thii ki ai ranj-e-raa.egaa.n-nafsii
dhu.aa.n bhii siina-e-ahl-e-nazar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ham ahl-e-qalam ahl-e-vafaa ahl-e-nazar hai.n
ham shahr me.n rahte hu.e bhii shahr-badar hai.n
Basit Azeem
Ghazal
nazar ke bhed sab ahl-e-nazar samajhte hai.n
jo be-KHabar hai.n unhe.n be-KHabar samajhte hai.n
Saud Usmani
Ghazal
ramz-aashnaa mile ka.ii ahl-e-nazar mile
phir bhii ye justujuu rahii ko.ii bashar mile