SEARCH RESULTS
Showing search results for "paa.iyo"
Ghazal MATCHES FOR "paa.iyo"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
chashm-e-saaqii se piyo yaa lab-e-saaGar se piyo
be-KHudii aaTho.n pahar ho ye zaruurii to nahii.n
Khamosh Ghazipuri
Ghazal
zamaane bhar kii kaifiyat simaT aa.egii saaGar me.n
piyo un a.nkh.Diyo.n ke naam par aahista aahista
Mustafa Zaidi
Ghazal
vaa.iz na tum piyo na kisii ko pilaa sako
kyaa baat hai tumhaarii sharaab-e-tahuur kii
Mirza Ghalib
Ghazal
ye kis ne kah diyaa aaKHir ki chhup-chhupaa ke piyo
ye mai hai mai use auro.n ko bhii pilaa ke piyo
Darshan Singh
Ghazal
piyo ki muft lagaa dii hai KHuun-e-dil kii kashiid
giraa.n hai ab ke mai-e-laala-faam kahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
apnaa.iyat kaa KHvaab to dekho tamaam umr
begaanagii kaa zahr piyo aur KHush raho
Anwar Sadeed
Ghazal
mai-kasho KHuub piyo itnaa magar hosh rahe
jaam chhalke na kabhii diida-e-nam kii suurat
Wahid Premi
Ghazal
tapish-e-ishq kii garmii se jale jaate hai.n
chhaa.nv ThanDii kahii.n Tuk paa.iye aur so rahiye
Meer Hasan
Ghazal
Dhuu.nDaa na paa.iye jo is vaqt me.n sau zar hai
phir chaah jis kii mutlaq hai hii nahii.n hunar hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
qubuul kariye tirii rah me.n jii ko kho denaa
jo kuchh bhii paa.iye tujh ko to aashnaa bhii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
niil ke paaniyo raste me.n na haa.il honaa
kyaa pata zarb-e-kaliimii se Thikaane lag jaa.o
Kausar Mazhari
Ghazal
uThaa.o jaam piyo mai ki mausam-e-gul hai
chaTak rahaa hai badan us kaa chaa.ndnii kii tarah
Mardan Ali Khan Nishat
Ghazal
maalik hii ke suKHan me.n talavvun jo paa.iye
kahiye yaqiin laa.iye phir kis kii baat kaa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
nashsha hai ek taraf rang kaho KHaak jame
KHud piyo aur pilaa.o to ko.ii baat bane