SEARCH RESULTS
Showing search results for "paakii"
Ghazal MATCHES FOR "paakii"
Ghazal
de.n paaki-e-daaman kii gavaahii mire aa.nsuu
us yuusuf-e-bedard kaa e.ajaaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
ai aasmaan terii inaayat bajaa magar
fasle.n pakii hu.ii ho.n to baarish fuzuul hai
Shahid Zaki
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
ilm kaa maqsuud hai paaki-e-aql o KHirad
faqr kaa maqsuud hai iffat-e-qalb-o-nigaah
Allama Iqbal
Ghazal
agarche bahr kii maujo.n me.n hai maqaam is kaa
safaa-e-paaki-e-tiinat se hai guhar kaa vuzuu
Allama Iqbal
Ghazal
hai pakkii umro.n kii ik be-zabaan sii la.Dkii
usii kaa rishta huu.n aur vo bhii aaKHirii huu.n mai.n
Bashir Badr
Ghazal
Jamal Ehsani
Ghazal
Khurshid Talab
Ghazal
itnii na ba.Dhaa paakii-e-daamaa.n kii hikaayat
daaman ko zaraa dekh zaraa band-e-qabaa dekh
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
daaman ko bachaataa hai vo kaafir ki mabaadaa
chhuu jaa.e kahii.n paaki-e-KHuun-e-shohdaa se
Hasrat Mohani
Ghazal
Mukesh Aalam
Ghazal
Anjum Barabankvi
Ghazal
kachche gharo.n ke gaa.nv me.n barsaat rah ga.ii
pakkii sa.Dak banii bhii to pakke makaan tak
Taufeeq Sagar
Ghazal
Tashna Azmi
Ghazal
ik aur khet pakkii sa.Dak ne nigal liyaa
ik aur gaa.nv shahr kii vus'at me.n kho gayaa
Khalid Siddiqui
Ghazal
mai.n vo yuusuf nahii.n jo paakii-e-daaman dekhe
daur-e-haazir me.n zuleKHaa kii bhii sarkaar nahii.n
Kashif Shakeel
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
ishq-aasaar zuleKHaa.o.n kii is bastii me.n
saahibo paakii-e-daamaa.n pe bharosa na karo
Zubair Rizvi
Ghazal
falak ko vajd hogaa ai parii tere tabassum se
utar aa.egii zohra raqs kartii bazm-e-anjum se