SEARCH RESULTS
Showing search results for "paayaab"
Ghazal MATCHES FOR "paayaab"
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
teraa ehsaas zaraa saa tirii hastii paayaab
to samundar kii tarah shor machaataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
Duubne vaalo.n ke dariyaa mujhe paayaab mile
us me.n ab Duub rahaa huu.n jo bha.nvar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
paa-posh kii kyaa fikr hai dastaar sambhaalaa
paayaab hai jo mauj guzar jaa.egii sar se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
paayaa sar-e-har-zarra jigar-gosha-e-vahshat
hai.n daaG se ma.amuur shaqaa.iq kii kulaahe.n
Mirza Ghalib
Ghazal
qadam rakkhe hai.n is paayaab me.n ham ne to jab se
ye dariyaa aur gahraa aur gahraa ho rahaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
biphrii maujo.n se ulajhne kaa saliiqa hai agar
ye samundar kabhii paayaab bhii ho saktaa hai
Zafar Iqbal Zafar
Ghazal
Shahab Jafri
Ghazal
ho ga.e saare balaa-KHez samundar paayaab
ab safiina ko.ii Garqaab nahii.n dekhte hai.n
Anees Ashfaq
Ghazal
zaKHm kyuu.n risne lage ik tire chhuu lene se
dukh samundar the magar mauja-e-paayaab bhii the
Mansoor Ahmad
Ghazal
juu-e-paayaab-e-mohabbat me.n javaahir mat Dhuu.nDh
kisii patthar ko samajh le ki guhar hai ye bhii
Zeb Ghauri
Ghazal
Asad Badayuni
Ghazal
saahil-e-chashm pe kap.Do.n ko sukhaane vaale
tuu ne kab paar kiyaa thaa dil-e-paayaab miraa
Abbas Tabish
Ghazal
jis ko dekho KHvaab me.n uljhaa baiThaa hai
apne hii paayaab me.n uljhaa baiThaa hai
Mashkoor Husain Yaad
Ghazal
maut maa.nguu.n to rahe aarzuu-e-KHvaab mujhe
Duubne jaa.uu.n to dariyaa mile paayaab mujhe