SEARCH RESULTS
Showing search results for "pachke.nge"
Ghazal MATCHES FOR "pachke.nge"
Ghazal
gar zindagii me.n mil ga.e phir ittifaaq se
puuchhe.nge apnaa haal tirii bebasii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
parkhe.nge ek ek ko le kar tumhaaraa naam
dushman hai kaun dost hai pahchaan jaa.e.nge
Ali Zaryoun
Ghazal
aastii.n saa.npo.n kii pahne.nge gale me.n maalaa
ahl-e-kuufa ko na.ii shahr-panaahii de.nge
Parveen Shakir
Ghazal
ro ro ke vo pochhe.nge mirii aa.nkh se aa.nsuu
aa.e.nge vo din bhii jo salaamat hai mohabbat
Manzar Lakhnavi
Ghazal
kyuu.n chhe.Dte ho zikr na milne kaa raat ke
puuchhe.nge ham sabab to bataayaa na jaa.egaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
jo mauqaa mil gayaa to KHizr se ye baat puuchhe.nge
jise ho justujuu apnii vo bechaara kidhar jaa.e
Josh Malihabadi
Ghazal
Anees Kaifi
Ghazal
kyaa hu.e ham ki na the marg-e-bashar ke qaa.il
log puuchhe.nge to fariyaad karegii duniyaa
Qateel Shifai
Ghazal
tauba kiije ab fareb-e-dostii khaa.e.nge kyaa
aaj tak pachhtaa rahe hai.n aur pachhtaa.e.nge kyaa
Qamar Jalalvi
Ghazal
ham ko ma.aluum thaa ye vaqt bhii aa jaa.egaa
haa.n magar ye nahii.n sochaa thaa ki pachhtaa.e.nge
Ajmal Siraj
Ghazal
maKHsuus kis ke vaaste hai rahmat-e-tamaam
puuchhe.nge ek din ye kisii paarsaa se ham