SEARCH RESULTS
Showing search results for "package"
Ghazal MATCHES FOR "package"
Ghazal
hame.n charaaG samajh kar bujhaa na paa.oge
ham apne ghar me.n ka.ii aaftaab rakhte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
ham jurm-e-mohabbat kii sazaa paa.e.nge tanhaa
jo tujh se hu.ii ho vo KHataa saath liye jaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
'Gaalib' ne ishq ko jo dimaaGii KHalal kahaa
chho.De.n ye ramz aap nahii.n jaan paa.e.nge
Ali Zaryoun
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
merii aa.nkh ke taare ab na dekh paa.oge
raat ke musaafir the kho ga.e ujaalo.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
ye roTiyaa.n hai.n ye sikke hai.n aur daa.ere hai.n
ye ek duuje ko din bhar paka.Dte rahte hai.n
Gulzar
Ghazal
un kii aur phuulo.n kii ek sii ridaa.e.n hai.n
titliyaa.n paka.Dne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
tum na kar paa.oge andaaza tabaahii kaa mirii
tum ne dekhaa hii nahii.n ko.ii shajar shaam ke baad
Krishn Bihari Noor
Ghazal
mujhe talaash karoge to phir na paa.oge
mai.n ik sadaa huu.n sadaa.o.n kaa ghar nahii.n hotaa
Waseem Barelvi
Ghazal
uqaab ko thii Garaz faaKHta paka.Dne se
jo gir ga.ii to yuu.nhii niim-jaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
sunaa hai aage kahii.n samte.n baa.nTii jaatii hai.n
tum apnii raah chuno saath chal na paa.e.nge
Aashufta Changezi
Ghazal
tum mirii aa.nkh ke tevar na bhulaa paa.oge
an-kahii baat ko samjhoge to yaad aa.uu.ngaa
Wasi Shah
Ghazal
kyaa zohd ko maanuu.n ki na ho garche riyaa.ii
paadaash-e-amal kii tama-e-KHaam bahut hai