SEARCH RESULTS
Showing search results for "pahaa.Do.n"
Ghazal MATCHES FOR "pahaa.Do.n"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sar uThaa.e kha.Daa thaa pahaa.Do.n pe mai.n
pattii pattii bikhartaa hu.aa mai.n hii thaa
Mohammad Alvi
Ghazal
un ke andar pak rahaa hai vaqt kaa aatish-fishaa.n
jin pahaa.Do.n ko Dhake hai.n barf jaisii aurte.n
Bashir Badr
Ghazal
tiisha-e-vaqt bataa.e ki ta.aaruf ke liye
kin pahaa.Do.n kii bulandii pe kha.Daa ho jaa.uu.n
Naseer Turabi
Ghazal
jo de sakaa na pahaa.Do.n ko barf kii chaadar
vo merii baa.njh zamii.n ko kapaas kyaa degaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Tahir Faraz
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
sunii na misr o filistii.n me.n vo azaa.n mai.n ne
diyaa thaa jis ne pahaa.Do.n ko raa'sha-e-siimaab
Allama Iqbal
Ghazal
KHud ko mazbuut banaa rakkhe pahaa.Do.n kii tarah
ret kaa aadmii andar se bikhartaa jaa.e
Iftikhar Naseem
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
paa.nv maaraa thaa pahaa.Do.n pe to paanii niklaa
ye vahii jism kaa aahan hai ki miTTii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
tumhaare Gam kaa pahaa.D TuuTaa to phir ye jaanaa
pahaa.Do.n par hii to TuuTte hai.n pahaa.D aise
Amir Ameer
Ghazal
kyuu.n apne pahaa.Do.n ke siino.n ko jalaate ham
KHatra to mohabbat ke ik phuul se Tal jaataa