SEARCH RESULTS
Showing search results for "pahchaan.naa"
Ghazal MATCHES FOR "pahchaan.naa"
Ghazal
maslahat ne ajnabii ham ko banaayaa thaa 'adiim'
varna kab ik duusre ko ham ne pahchaanaa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
yaad use bhii ek adhuuraa afsaana to hogaa
kal raste me.n us ne ham ko pahchaanaa to hogaa
Javed Akhtar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
pahchaanaa phir to kyaa hii nadaamat hu.ii unhe.n
panDit samajh ke mujh ko aur apnaa dikhaa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
KHud ko pahchaan ke dekhe to zaraa ye dariyaa
bhuul jaa.egaa samundar kii taraf jaanaa bhii
Waseem Barelvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mire junuu.n ne zamaane ko KHuub pahchaanaa
vo pairahan mujhe baKHshaa ki paara paara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
ye bhii mumkin hai ki mai.n ne us ko pahchaanaa na ho
ab use dekhe hu.e kitne zamaane ho ga.e
Bashir Badr
Ghazal
vo bhii rahaa begaana ham ne bhii na pahchaanaa
haa.n ai dil-e-diivaana apnaa ho to aisaa ho
Ibn-e-Insha
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
buto.n ko dekh ke sab ne KHudaa ko pahchaanaa
KHudaa ke ghar to ko.ii banda-e-KHudaa na gayaa
Yagana Changezi
Ghazal
mizaaj-e-iid bhii samjhaa tujhe bhii pahchaanaa
bas ek apne hii jii kii taraf nahii.n dekhaa
Manzar Bhopali
Ghazal
ga.e dino.n ke havaale se tum ko pahchaanaa
ham aaj KHud se mile aur vaalihaana mile
Ada Jafarey
Ghazal
aa.iina dikhlaane aa.e the pareshaanii ke din
thaa miraa chehra magar mujh se na pahchaanaa gayaa