SEARCH RESULTS
Showing search results for "pahra"
Ghazal MATCHES FOR "pahra"
Ghazal
ye vaqt jo teraa hai ye vaqt jo meraa hai
har gaam pe pahraa hai phir bhii ise khonaa hai
Nida Fazli
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
har ek saa.ns pe pahraa hai be-yaqiinii kaa
ye zindagii to nahii.n maut kii savaarii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
lab pe paabandii to hai ehsaas par pahraa to hai
phir bhii ahl-e-dil ko ahvaal-e-bashar kahnaa to hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ma.arka ab ke hu.aa bhii to phir aisaa hogaa
tere dariyaa pe mirii pyaas kaa pahra hogaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
raahib apnii zaat me.n shahr aabaad kare.n
dair ke baahar pahra hai viiraane kaa
Allama Talib Jauhari
Ghazal
in ko kyaa qile ke andar kii fazaa.o.n kaa pataa
ye nigahbaan hai.n in ko to hai pahraa denaa
Azhar Inayati
Ghazal
jab se pahra zabt kaa hai aa.n.su.o.n kii fasl par
ho ga.ii.n muhtaaj aa.nkhe.n daane daane ke liye
Hafeez Jalandhari
Ghazal
tanhaa nahii.n rahaa huu.n mai.n tere firaaq me.n
dil par tere hii dard kaa pahraa lagaa rahaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
hamaarii KHaak pe andhii havaa kaa pahra hai
use KHabar hai yahaa.n kuuza-gar nahii.n aataa
Abbas Tabish
Ghazal
nigaah-daar miraa thaa mire sivaa na ko.ii
so apnii zaat pe pahraa bahut ka.Daa rakkhaa
Irfan Sattar
Ghazal
rihaa.ii ke liye zanjiir pahnaa.ii ga.ii thii
asiirii ke liye pahraa uThaa rakkhaa hai tum ne
Saleem Kausar
Ghazal
aks the aavaaz thii lekin ko.ii chehraa na thaa
naachte gaate qadam the aur ko.ii pahraa na thaa
Khaleel Tanveer
Ghazal
pahraa diyaa hai daulat-e-bedaar-e-husn kaa
so.e jo vo baGal me.n to jaagaa miraa nasiib
Hasan Barelvi
Ghazal
thaa merii saut pe pahra ''anaa-sipaahii'' kaa
mai.n apnii haar kaa iqraar kis tarah kartaa