SEARCH RESULTS
Showing search results for "paimaan"
Ghazal MATCHES FOR "paimaan"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
tumhaare baa'd bhalaa kyaa hai.n va.ada-o-paimaa.n
bas apnaa vaqt ga.nvaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
bahut pahle se un qadmo.n kii aahaT jaan lete hai.n
tujhe ai zindagii ham duur se pahchaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
teraa paimaan-e-vafaa raah kii diivaar banaa
varna sochaa thaa ki jab chaahuu.ngaa mar jaa.uu.ngaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hazaar mujh se vo paimaan-e-vasl kartaa rahaa
par us ke taur-tariiqe mukarne vaale the
Jamal Ehsani
Ghazal
haa.e kyaa dil hai ki lene ke liye jaataa hai
us se paimaan-e-vafaa jis pe bharosaa bhii nahii.n
Kaleem Aajiz
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
karte ho ahd-e-vasl to itnaa rahe KHayaal
paimaan se ziyaada hai naa-paa.edaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yaar-e-paimaa.n-shikan aa.e agar ab ke to use
ko.ii zanjiir-e-vafaa ai shab-e-va.ada pahnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
paimaa.n vafaa ke baa.ndh magar soch soch kar
is ibtidaa me.n yuu.n na suKHan intihaa ke laa