SEARCH RESULTS
Showing search results for "pairaa"
Ghazal MATCHES FOR "pairaa"
Ghazal
chhupaayaa husn ko apne kaliim-ullaah se jis ne
vahii naaz-aafrii.n hai jalva-pairaa naazniino.n me.n
Allama Iqbal
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
charaa-gaaho.n me.n ruk kar aasmaanii ghanTiyo.n ko
suno kuchh der ki vo zamzama-pairaa milegaa
Sarvat Husain
Ghazal
paidaa kare.n jo tujh ko unhii.n ko hai dastaras
paamard hai.n vahii jo tirii justujuu kare.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
nazar uThe to na samjhuu.n jhuke to kyaa samjhuu.n
sukuut-e-naaz ye paira-e-bayaa.n kyaa hai
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
mai.n sher kahuu.n aur tire naam pe ro duu.n
ye ranj kaa pairaa-e-dil-giir ajab hai
Aamir Suhail
Ghazal
ulajh ke rah ga.ii har taan se navaa-e-sarosh
tilism TuuT gayaa husn-e-naGma-pairaa kaa
Waheed Quraishi
Ghazal
kyaa na chaahaa ki banaa le mah-e-kan.aa.n ko Gulaam
ek bu.Dhiyaa ne bhii afsos ki paisa na hu.aa