SEARCH RESULTS
Showing search results for "pamba"
Ghazal MATCHES FOR "pamba"
Ghazal
kyaa kahuu.n taariiki-e-zindaan-e-Gam andher hai
pamba nuur-e-sub.h se kam jis ke rauzan me.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
josh-e-bahaar-e-kulfat-e-nazzaara hai 'asad'
hai abr pamba rauzan-e-diivaar-e-baaG kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
bajaa hai gar na sune naala-haa-e-bulbul-e-zaar
ki gosh-e-gul nam-e-shabnam se pamba-aagii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ruu-safedii hai naqaab-e-ruKH-e-shor-e-mastii
riish-e-qaazii ke sabab pamba-dahaa.n hai shiisha
Meer Taqi Meer
Ghazal
shiisha-e-mai se ko.ii merii zabaanii kah de
KHush nahii.n aatii hai ye pamba-e-dahaanii terii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
baaliida hai har shiisha-e-mai ab kii yahaa.n tak
ek ek falak pamba-e-miinaa nazar aayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
tere suKHan-e-saKHt me.n hai husn-e-nazaakat
kaano.n ko hu.ii pamba-e-mahtaab ka.Dii baat
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ham-safar kis ko kahe.n kis ko sunaa.e.n Gam-e-dil
pamba-dar-gosh hu.e saare sahaare logo
Adeeb Sohail
Ghazal
dho.uu.n sad-aab-e-teG se ai pamba jo kabhuu
daaman se tere daaman daaG-e-jigar mile
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
vahshat me.n baat aql kii sun.naa na chaahiye
kaano.n me.n pamba-e-kaf-e-diivaana chaahiye
Muneer Shikohabadi
Ghazal
parda sharaab-e-ishq kaa mansuur se khulaa
naddaaf thaa ki pamba-e-miinaa dhanak gayaa
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
log kahte hai.n jise pamba-e-miinaa saaqii
rind-e-mai-KHvaar use abr-e-karam kahte hai.n