SEARCH RESULTS
Showing search results for "panaah"
Ghazal MATCHES FOR "panaah"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
chale laakh chaal duniyaa ho zamaana laakh dushman
jo tirii panaah me.n ho use kyaa kisii se Darnaa
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
fard-e-amal siyaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
rahmat ko be-panaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
paanii me.n vo kashish hai ki allaah kii panaah
rassii kaa haath thaame gha.Daa bhii utar gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
azaab degaa to phir mujh ko KHvaab bhii degaa
mai.n mutma.in huu.n miraa dil tirii panaah me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
KHabar milii hai KHudaayaan-e-bahr-o-bar se mujhe
fara.ng rahguzar-e-sail-e-be-panaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
ko.ii sabiil ki pyaase panaah maa.ngte hai.n
safar kii raah me.n parchhaa.iyaa.n bichhaayaa kar
Saqi Faruqi
Ghazal
tirii panaah me.n rah kar bhii jo nahii.n mahfuuz
miraa shumaar hai aise hii be-panaaho.n me.n
Jahangeer nayab
Ghazal
tumhaarii chiiKH tumhe.n be-panaah kar degii
shikaarii kab se lagaa.e hai ghaat chup rahnaa
Khurshid Talab
Ghazal
mai.n ishq-e-be-niyaaz huu.n tum husn-e-be-panaah
meraa javaab hai na tumhaaraa javaab hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
nahii.n hai vaqt kii jur.at ki chhuu sake us ko
ye teraa husn ki jab tak mirii panaah me.n hai
Amir Ameer
Ghazal
mai.n ne panaah dii tujhe baarish kii raat me.n
tuu jaate jaate aag mire ghar me.n Daal de
Kaif Bhopali
Ghazal
miltii nahii.n panaah hame.n jis zamiin par
ik hashr us zamii.n pe uThaa denaa chaahiye