SEARCH RESULTS
Showing search results for "panapne"
Ghazal MATCHES FOR "panapne"
Ghazal
mai.n us ke panapne kii du.aa maa.ng rahaa huu.n
bachche ke ye tevar hai.n ki fankaar banegaa
Ali Mutahhar Ashar
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
tuu ne har naKHl me.n kuchh zauq-e-numuu rakkhaa hai
ai KHudaa mere panapne kii alaamat ko.ii
Asad Badayuni
Ghazal
Badr Wasti
Ghazal
aashiyaane ko panapne nahii.n detii duniyaa
barq gir pa.Dtii hai jab shaaKH harii hotii hai
Fazl Lakhnavi
Ghazal
dil ne ehsaas-e-tabaahii ko panapne na diyaa
jaam gardish me.n rahaa gardish-e-ayyaam ke saath
Syed Mazhar Gilani
Ghazal
ishq ke panapne ko faasla zaruurii hai
saaz ke dha.Dakne ko vaaqi.a zaruurii hai
Neelam Bhatti
Ghazal
kahnaa tumhe.n aate hai.n fasaane bhii Gazal bhii
duniyaa me.n panapne ke hunar aate hai.n kitne
Shehab Kazmi
Ghazal
ab to panapne vaalii hai.n raushan-KHayaaliyaa.n
aa.ii na.ii na.ii mire gaa.nv me.n raushnii
Zeeshaan sajid
Ghazal
Azhar Kamal Khan
Ghazal
saazish kisii kiine kii panapne nahii.n duu.ngaa
taa-'umr yahaa.n zidd-e-'adaavat huu.n mire dost
Meesam Naqvi
Ghazal
sunaa hai ham ne ki insaan hai KHasaare me.n
so apne dil me.n panapne hii dii na chaah ko.ii
Syed Iqbal Rizvi Sharib
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle