SEARCH RESULTS
Showing search results for "parwan"
Ghazal MATCHES FOR "parwan"
Ghazal
mohabbat jazba-e-iisaar se parvaan cha.Dhtii hai
KHuluus-e-dil na ho to dostii se kuchh nahii.n hotaa
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
cha.Dhtaa hai iraada miraa parvaan tah-e-teG
hotaa hai miraa 'azm sar-e-daar registered
Shauq Bahraichi
Ghazal
ajiib KHauf me.n parvaan cha.Dh rahii hai ye nasl
kisii ke haath me.n bhii zahr kaa piyaala nahii.n
Waqar Khan
Ghazal
ilm-o-fan cha.Dhtaa hai parvaan ba.Dii mushkil se
aadmii bantaa hai insaan ba.Dii mushkil se
Mashkoor Muradabadi
Ghazal
Hamidullah Afsar
Ghazal
sharmaa.e vo lajaa.e kabhii muskuraa diye
bel apne pyaar kii yuu.nhii parvaan cha.Dh ga.ii
Lateef Khan Mahfooz
Ghazal
ishq parvaan pe hai aa.o bichha.D jaa.e.n ham
ye taqaazaa bhii hai duniyaa bhii yahii chaahtii hai
Kuldeep Kumar
Ghazal
ahvaal-e-'siraaj' aatish-e-hijraa.n me.n tirii dekh
dil soz ho parvaan-e-mahzuu.n ne kahaa bas
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Raees Warsi
Ghazal
cha.Dhe parvaan chaahe 'ishq yaa naa-kaam ho jaa.e
tumhaare chaahne vaalo.n me.n apnaa naam ho jaa.e
Farooque Adil
Ghazal
Guncha khilne ko hai muhtaaj-e-shu'aa'-e-KHurshiid
dil na parvaan cha.Dhaa un kii nazar hone tak
Birj Lal Raana
Ghazal
hotii hai adaa rasm kahii.n merii balaa se
parvaan na.ii riit cha.Dhii hai to mujhe kyaa
Syed Abdus Sattar Mufti
Ghazal
bebas hai zindagii aur gardish me.n bhii sitaare
ab maut kaa vo apne parvaan Dhuu.nDhtii hai
Meena Bhatt
Ghazal
'ishq parvaan pe hai aa.o bichha.D jaa.e.n ham
ye taqaaza bhii hai duniyaa bhii yahii chaahtii hai
Kuldeep Kumar
Ghazal
parvaan cha.Dhii buu.nd jo aaGosh-e-sadaf me.n
qismat ki vo zebaa.ish-e-hulquum-e-butaa.n hai