SEARCH RESULTS
Showing search results for "parwar"
Ghazal MATCHES FOR "parwar"
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
tumhe.n banda-parvar hamii.n jaante hai.n
ba.De siidhe-saadhe ba.De bhole-bhaale
Qamar Jalalvi
Ghazal
be-niyaazii had se guzrii banda-parvar kab talak
ham kahe.nge haal-e-dil aur aap farmaave.nge kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
shab nazaara-parvar thaa KHvaab me.n KHayaal us kaa
sub.h mauja-e-gul ko naqsh-e-boriyaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dushvaar hai rindo.n par inkaar-e-karam yaksar
ai saaqi-e-jaa.n-parvar kuchh lutf-o-inaayat bhii
Hasrat Mohani
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ai 'shakiil' ruuh-parvar tirii be-KHudii ke naGme
magar aaj tak na ham ne tire lab pe jaam dekhaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
to.D kar ahd-e-karam naa-aashnaa ho jaa.iye
banda-parvar jaa.iye achchhaa KHafaa ho jaa.iye
Hasrat Mohani
Ghazal
jab thak jaa.e zehn KHudaa.ii karte karte
bando.n se milne banda-parvar aa jaanaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
na badraqa hai na ko.ii rafiiq saath apne
faqat inaa.yat-e-parvar-digaar raah me.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ham ko hai har roz har vaqt intizaar
banda-parvar gaah gaah aayaa kare.n
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
qatra-e-mai bas-ki hairat se nafas-parvar hu.aa
KHatt-e-jaam-e-mai saraasar rishta-e-gauhar hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
jinhe.n samjhaa thaa jaa.n-parvar mai.n ab tak
vo sab nikle kafan-bardaar mere