SEARCH RESULTS
Showing search results for "paude"
Ghazal MATCHES FOR "paude"
Ghazal
kitne adab se baiThe hai.n suukhe paude
jaise baadal sher sunaane vaalaa hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
use KHabar hai ki majnuu.n ko raas hai ja.ngal
vo mere ghar me.n bhii paude lagaanaa chaahtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
Siddharth Saini Saad
Ghazal
ziyaada kaamyaabii bhii bahut nuqsaan detii hai
phalo.n kaa bojh ba.Dhne se bhii paude TuuT jaate hai
Wasim Nadir
Ghazal
Tahniyaa.n KHushk hu.ii.n jha.D ga.e patte saare
phir bhii suuraj mire paude kaa bhalaa chaahtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
tum pe chhaa jaate shajar bante jo nanhe paude
tum ne achchhaa hii kiyaa paa.nv jamaane na diyaa
Manzar Bhopali
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
Fatima Hasan
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
sar par cha.Dh kar bol rahe hai.n paude jaise log
pe.D bane KHaamosh kha.De hai.n kaise kaise log
Mohsin Bhopali
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
Zehra Shah
Ghazal
ye bhii bahut hai sai.nka.Do.n paude hare hu.e
kyaa Gam jo baarisho.n me.n ko.ii phuul mar gayaa
Abdullah Javed
Ghazal
har ek pe.D kaa saayaa nahii.n milaa kartaa
bilaa Garaz bhii to paude lagaane pa.Dte hai.n