SEARCH RESULTS
Showing search results for "paude"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paude"
Ghazal
kitne adab se baiThe hai.n suukhe paude
jaise baadal sher sunaane vaalaa hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Rais Farogh
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "paude"
Ghazal
ziyaada kaamyaabii bhii bahut nuqsaan detii hai
phalo.n kaa bojh ba.Dhne se bhii paude TuuT jaate hai
Wasim Nadir
Ghazal
Siddharth Saini Saad
Ghazal
Tahniyaa.n KHushk hu.ii.n jha.D ga.e patte saare
phir bhii suuraj mire paude kaa bhalaa chaahtaa hai
Shakeel Azmi
Mazahiya
vasl kii darKHvaast par kis kii sifaarish chaahiye
ishq ke paude ko kitne inch baarish chaahiye
Dilawar Figar
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
tum pe chhaa jaate shajar bante jo nanhe paude
tum ne achchhaa hii kiyaa paa.nv jamaane na diyaa
Manzar Bhopali
Nazm
hamara watan dil se pyara watan
vo is ke daraKHto.n ke tayyaariyaa.n
vo phal phuul paude vo phul-vaariyaa.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
raqib
chaman me.n jaise kisii baaGbaa.n kii aa.nkho.n ne
ravish ke saath hii nanhe se ek paude ko
Meeraji
Nazm
jagir
ye lahakte hu.e paude ye damakte hu.e khet
pahle ajdaad kii jaagiir the ab mere hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
miTTi ka diya
ek ne duniyaa ke paude baaG me.n apne lagaa.e
ek ne chho.De dafiine siim-o-zar ke be-shumaar
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Rais Farogh
Kulliyat
mausam hai nikle shaaKHo.n se patte hare hare
paude chaman me.n phuulo.n se dekhe bhare bhare