SEARCH RESULTS
Showing search results for "pesh-raft"
Ghazal MATCHES FOR "pesh-raft"
Ghazal
socho.n kaa iKHtilaaf hai ye aur kuchh nahii.n
so pesh-raft aur na paspaa.ii jang hai
Ejaaz tawakkal
Ghazal
paanii kii pesh-raft ne suukhaa bhagaa diyaa
baarish ke baa'd ghaas kii Tuk.Dii lahak uThii
Aqeel Abbas
Ghazal
mai.n kyaa kahuu.n ki abhii ko.ii pesh-raft nahii.n
guzar rahaa huu.n abhii rahguzar banaate hu.e
Aftab Hussain
Ghazal
ba.Dhtaa hii jaa rahaa hai KHaraabii kaa silsila
har ek silsile me.n yahii pesh-raft hai
Farah Rizwi
Ghazal
paa.nv me.n choT aane ke pyaare bahaane jaane de
pesh-raft aage hamaare kab ye uzr la.ng hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
pesh-raft aur abhii mumkin bhii nahii.n hai ki 'zafar'
abhii us shoKH pe kuchh zor hamaaraa kam hai
Zafar Iqbal
Ghazal
hilaal ban ke ayaa.n hai.n gulaab ban ke khile
rah-e-vafaa me.n yahii pesh-raft hai ai dost
Tasneem Kazmi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
ye pesh-raft kii hai shart-e-avvalii.n 'manshaa'
ki chalne vaalaa aTal azm-e-pur-yaqii.n se chale
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
Tauheed Zeb
Ghazal
chal rahaa huu.n pesh-o-pas-manzar se uktaayaa hu.aa
ek se din raat ke chakkar se uktaayaa hu.aa
Ejaz Gul
Ghazal
musalmaa.n Gaur kar kyuu.n aaj terii
vo pahlii aabruu baaqii nahii.n hai
Anisa Haroon Sharwaniya
Ghazal
ishq kii dastaras me.n kuchh bhii nahii.n
jaan-e-man! mere bas me.n kuchh bhii nahii.n
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
dard-e-ulfat ke bayaa.n kii na zaruurat hogii
mere chehre se ayaa.n dil kii haqiiqat hogii
Shola Kararvi
Ghazal
aur manzar hai.n bahut chashm-e-KHariidaar me.n ab
KHvaab bikte hii nahii.n shahr ke baazaar me.n ab
Kamran Nadeem
Ghazal
nasl-e-aadam rafta rafta KHud ko kar legii tabaah
itnii saKHtii se qayaamat pesh aa.egii na puuchh
Abhinandan Pandey
Ghazal
apnii tash.hiir kare yaa mujhe rusvaa dekhe
vo mire vaaste is shahr me.n kyaa kyaa dekhe