SEARCH RESULTS
Showing search results for "phaa.nd"
Ghazal MATCHES FOR "phaa.nd"
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
kaa.nTo.n kii baa.D phaa.nd gayaa thaa magar 'shakeb'
rasta na mil sakaa mujhe phuulo.n kii baas me.n
Shakeb Jalali
Ghazal
miraa makaan agar biich me.n na aa.e to
in uu.nche uu.nche makaano.n ko phaa.nd jaa.uu.n mai.n
Mohammad Alvi
Ghazal
kis nazar-naaz ne us baaz ko baKHshii parvaaz
sai.nka.Do.n murG havaa phaa.nd ke par baiTh ga.e
Meer Shamsuddeen Faqeer
Ghazal
aa.e hai.n log raat kii dahliiz phaa.nd kar
un ke liye naved-e-sahar honii chaahiye
Ata ul Haq Qasmi
Ghazal
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
har ik sarhad phaa.nd chukaa thaa sarkash dariyaa
us dariyaa ko mo.D ke laanaa ishq me.n siikhaa
Hilal Fareed
Ghazal
chaar-diivaar-e-anaasir phaa.nd kar pahu.nche kahaa.n
aaj apnaa zor-e-vahshat arsh-e-aazam par khulaa
Yagana Changezi
Ghazal
sahraa me.n bhii diivaare.n sii phaa.nd rahaa huu.n
biinaa.ii kis andhe raste par le aa.ii
Muzaffar Warsi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
diivaare.n phaa.nd-phaa.nd ke diivaane chal base
KHaak u.D rahii hai chaar taraf qaid-KHaane me.n
Yagana Changezi
Ghazal
jis ko rahnaa ho rahe qaidi-e-zindaa.n ho kar
ham to ai ham-nafaso phaa.nd ke diivaar chale
Mubarak Azimabadi
Ghazal
vo aa milaa hai vaqt kii diivaar phaa.nd kar
ye ishq hai aur ishq dar-e-mumkinaat hai