SEARCH RESULTS
Showing search results for "phatnaa"
Ghazal MATCHES FOR "phatnaa"
Ghazal
pau phaaTnaa nahii.n ye mujh siina-chaak ke hai
har sub.h baar-e-Gam se chhaatii falak kii फटनी
Waliullah Muhib
Ghazal
partav-e-KHur se hai shabnam ko fanaa kii ta.aliim
mai.n bhii huu.n ek inaayat kii nazar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
faaKHta kii majbuurii ye bhii kah nahii.n saktii
kaun saa.np rakhtaa hai us ke aashiyaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
ik dard kaa phailaa hu.aa sahraa hai ki mai.n huu.n
ik mauj me.n aayaa hu.aa dariyaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
iizaa-dahii kii daad jo paataa rahaa huu.n mai.n
har naaz-aafrii.n ko sataataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
aavaara-mizaajii ne phailaa diyaa aa.ngan ko
aakaash kii chaadar hai dhartii kaa bichhaunaa hai
Nida Fazli
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
be-faa.eda alam nahii.n be-kaar Gam nahii.n
taufiiq de KHudaa to ye nemat bhii kam nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
ko.ii fitna taa-qayaamat na phir aashkaar hotaa
tire dil pe kaash zaalim mujhe iKHtiyaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dard kaa had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa