SEARCH RESULTS
Showing search results for "phatnaa"
Nazm MATCHES FOR "phatnaa"
Nazm
aurat
zahr hii zahr hai duniyaa kii havaa tere liye
rut badal Daal agar phuulnaa phalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
walid ki wafat par
tumhe.n baiThaa hu.aa mai.n apnii hii kursii me.n paataa huu.n
badan me.n mere jitnaa bhii lahuu hai
Nida Fazli
Nazm
dosti ka hath
na khil sake kisii jaanib mohabbato.n ke gulaab
na shaaKH-e-amn liye faaKHta ko.ii aa.ii
Ahmad Faraz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
vo yahuudii fitna-gar vo ruuh-e-mazdak kaa buruuz
har qabaa hone ko hai is ke junuu.n se taar taar
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
avval o aaKHir fanaa baatin o zaahir fanaa
naqsh-e-kuhan ho ki nau manzil-e-aaKHir fanaa
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
aazmuuda fitna hai ik aur bhii garduu.n ke paas
saamne taqdiir ke rusvaa.ii-e-tadbiir dekh
Allama Iqbal
Nazm
kisi ko udas dekh kar
tumhe.n udaas saa paataa huu.n mai.n ka.ii din se
na jaane kaun se sadme uThaa rahii ho tum
Sahir Ludhianvi
Nazm
mauzu-e-suKHan
ye hasii.n khet phaTaa pa.Dtaa hai jauban jin kaa!
kis liye in me.n faqat bhuuk ugaa kartii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
phuul ban kar apnii turbat se nikal aataa hai ye
maut se goyaa qabaa-e-zindagii paataa hai ye