SEARCH RESULTS
Showing search results for "pheT"
Ghazal MATCHES FOR "pheT"
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
do chaar daa.o.n khel ke vo sard pa.D gayaa
ab kyaa karoge taash ke patto.n ko pheT ke
Shahid Kabir
Ghazal
tasviir zehn me.n ik sailaab kii basii hai
so saat feet uupar hai ghar miraa sabhii se
Aves Sayyad
Ghazal
kyaa kahe.n kitne maraasim the hamaare us se
vo jo ik shaKHs hai mu.nh pher ke jaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
sharmaa ke mu.nh na pher nazar ke savaal par
laatii hai aise mo.D pe qismat kabhii kabhii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
denaa vo us kaa saaGar-e-mai yaad hai 'nizaam'
mu.nh pher kar udhar ko idhar ko ba.Dhaa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
yuu.n to kabhii mu.nh pher ke dekho bhii nahii.n ho
jab vaqt pa.De hai to mudaaraat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
mai.n 'daaG' huu.n martaa huu.n idhar dekhiye mujh ko
mu.nh pher ke ye aap kidhar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
mujh se nazar na pher ki barham hai zindagii
mujh se nazar milaa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
aa.nkho.n ke pochhne se lagaa aag kaa pata
yuu.n chehra pher lene se chhuptaa nahii.n dhu.aa.n
Gulzar
Ghazal
har-chand aa.ina huu.n par itnaa huu.n naa-qubuul
mu.nh pher le vo jis ke mujhe ruu-ba-ruu kare.n