SEARCH RESULTS
Showing search results for "phirne"
Ghazal MATCHES FOR "phirne"
Ghazal
rago.n me.n dau.Dte phirne ke ham nahii.n qaa.il
jab aa.nkh hii se na Tapkaa to phir lahuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
paiham tavaaf-e-kuucha-e-jaanaa.n ke din ga.e
pairo.n me.n chalne phirne kii taaqat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
anjaane saa.e phirne lage hai.n idhar udhar
mausam hamaare shahr me.n kaabul ke aa ga.e
Rahat Indori
Ghazal
diivaaro.n se sar maarte phirne kaa gayaa vaqt
ab tuu hii magar aap kabhuu dar se dar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
bas ho to idhar-uudhar yuu.n phirne na de.n tujh ko
naa-chaar tire ham ye dekhe.n hai.n chalan baiThe
Meer Taqi Meer
Ghazal
ishq baat kartaa hai dil tavaaf kartaa hai
ird-gard phirne se aashiqii nahii.n hotii
Manzar Naqvi
Ghazal
ab juu.n sarishk un se phirne kii chashm mat rakh
jo KHaak me.n mile hai.n gir kar tirii nazar se
Meer Taqi Meer
Ghazal
usturaa phirne se ruu-e-yaar par hai daur-e-KHat
chaal us kam-baKHt ne siikhii hai kyaa parkaar kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
nisf aa.nkhe.n khol kar hii us ne dekhaa thaa mujhe
chalne phirne kii sakat mafluuj tan me.n aa ga.ii
Kavish Badri
Ghazal
Azm Shakri
Ghazal
tho.Daa to chalne phirne de mujh ko mire hakiim
thak saa gayaa hai roz ke aaraam se badan
Kuldeep Kumar
Ghazal
ab hifaazat jitnii hai mahbuus ho jaane me.n hai
KHud ke baahar ghuumne phirne kaa ab mauqa nahii.n