SEARCH RESULTS
Showing search results for "pho.Daa"
Ghazal MATCHES FOR "pho.Daa"
Ghazal
Gulzar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
pho.Daa saa saarii raat jo paktaa rahegaa dil
to sub.h tak to haath lagaayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
farhaad ne kyaa dekh ke sar teshe se pho.Daa
suujhaa na kuchh is ruu se ki tihraa ga.ii.n aa.nkhe.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
pho.Daa thaa dil na thaa ye mu.e par KHalal gayaa
jab Thes saa.ns kii lagii dam hii nikal gayaa
Momin Khan Momin
Ghazal
naalo.n ke asar se mire pho.Daa saa hai paktaa
kyuu.n riim sadaa nikle na aahan ke jigar se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
zulf ke saude me.n apne sar ko pho.Daa chaahiye
jab balaa kaa saamnaa ho mu.nh na mo.Daa chaahiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mai.n 'musaafir' huu.n mujhe chalnaa hii hai
baa-adab chhaale na pho.Daa kiijiye
Vilas Pandit Musafir
Ghazal
Rind Lakhnavi
Ghazal
vo dil ki shaam-o-sahar jaise pakkaa pho.Daa thaa
vo dil ki jis se hamesha jigar-figaar rahaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
sar ko pho.Daa kiye patthar se samundar se la.De
sub.h yuu.n shaam hu.ii shaam se yuu.n raat hu.ii
Alqama Shibli
Ghazal
Anwar Dehlvi
Ghazal
le.n kaam zabt se kyaa ulTaa hai dil kaa pho.Daa
utnaa ubhar rahaa hai jitnaa dabaa rahe hai.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
phuuT jaa.e ye kisii taur ko.ii Thes lage
ban ke pho.Daa saa vo ab dil me.n Tapaktaa kyuu.n hai
Asra Rizvi
Ghazal
pho.Daa sar us ke dar se ki barse junuu.n me.n sa.ng
mujh ko dilaa rahii hai ajab ishtibaah choT
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
har jagah dil ke phaphuule nahii.n pho.Daa karte
har jagah zaKHm pe turpaaii nahii.n hotii hai
Nazim Ashraf
Ghazal
gul bhii un ko KHaar aate hai.n nazar
haasido.n kii aa.nkh pho.Daa chaahiye
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
pahluu me.n mujh hazii.n ke Tapaktaa hai raat-din
yaarab ye dil hai yaa ko.ii pho.Daa baGal me.n hai