SEARCH RESULTS
Showing search results for "phone"
Ghazal MATCHES FOR "phone"
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
phone to duur vahaa.n KHat bhii nahii.n pahu.nche.nge
ab ke ye log tumhe.n aisii jagah bheje.nge
Ziya Mazkoor
Ghazal
KHushii ye hai ki mire ghar se phone aayaa hai
sitam ye hai ki mujhe KHairiyat bataanaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
vo teraa hijr kii shab phone rakhne se zaraa pahle
bahut rote hu.e kahnaa mohabbat mar nahii.n saktii
Wasi Shah
Ghazal
vo phone kar ke miraa haal puuchh letaa hai
namak-haraamo.n kii category bhii hotii hai
Haseeb Soz
Ghazal
agar huu.n Gusse me.n phir bhii mai.n chaahtaa ye huu.n
mai.n sirf hijr kahuu.n aur phone kaT jaa.e
Balmohan panday
Ghazal
baate.n karnaa phone pe jaan ab chho.Do bhii
KHvaab me.n aa.o mai.n bhii sone vaalaa huu.n
Fakhr Abbas
Ghazal
beTaa beTii phone par aksar bataate hai.n mujhe
vaqt miltaa hii nahii.n hai gaa.nv aane ke liye
ShivKumar Bilgrami
Ghazal
kaisii kaisii baate.n dil me.n aa.ii.n hai.n
raat ga.e jab phone kisii kaa aayaa hai