SEARCH RESULTS
Showing search results for "phool laala devi dayal ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "phool laala devi dayal ebooks"
Ghazal
lag rahii hai jis tarah laala ke saare ban ko aag
dil ko apne daaG dev ai aashiqo aur tan ko aag
Ishq Aurangabadi
Ghazal
basne lagii hai.n KHvaahishe.n dil ke dayaar me.n
khilne lage hai.n phuul mire KHaar-zaar me.n
Rizwan Ahmad Raz
Ghazal
milaa vo shaKHs magar arsa-e-bahaar ke baad
hazaar chaa.nd sitaaro.n ke intizaar ke baad
Ahmad Raees
Ghazal
KHuu.n-bahaa kaa KHatt-e-laa-da.avii diyaa
jii liyaa thaa use naahaq jii diyaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
hu.e hai.n ahl-e-nazar jaane kis dayaar me.n gum
charaaG sog me.n hai.n bazm intizaar me.n gum
Majeed kham Ganwi
Ghazal
vo aur hai.n jinhe.n haalaat saazgaar mile
hame.n to phuul kii chaahat me.n sirf KHaar mile
Naseem Zaidi Trishul
Ghazal
aaj mahsuur hai.n diimak-zada diivaaro.n me.n
ham bhii shaamil the kabhii shahr ke memaaro.n me.n
Pritpal Singh Betab
Ghazal
biimaar ko maraz kii davaa denii chaahiye
mai.n piinaa chaahtaa huu.n pilaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
uThe hai.n haath du.aa ke us aadmii ke liye
jo kaam kartaa hai duniyaa kii behtarii ke liye
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Ghazal
tamaam umr kiyaa ham ne intizaar-e-sahar
sahar hu.ii bhii to aayaa na e'tibaar-e-sahar
Shakeel Nashtar
Ghazal
jhuk ga.ii jab ye anaa tere dar-e-saffaak par
mujh se mat puuchho ki kyaa guzrii dil-e-be-baak par
Wasi Shah
Ghazal
sune.n bahaar kii ra.ngii.n-bayaaniyaa.n kyaa kyaa
kahii.n tabassum-e-gul ne kahaaniyaa.n kyaa kyaa
Ameer Raza Mazhari
Ghazal
bataa.e detii hai be-puuchhe raaz sab dil ke
nigaah-e-shauq kisii kii nigaah se mil ke
Bedam Shah Warsi
Ghazal
'ahd-e-vafaa ne jaan liyaa intizaar ko
mushkil me.n laa diyaa hai bahut apne pyaar ko
Shagufta Rahman
Ghazal
jitne din kaa saath likhaa thaa saat rahe
ab kuchh din to aa.nkho.n me.n barsaat rahe
Rasheed Hasrat
Ghazal
rindaan-e-baada-nosh kii chhaagal uThaa to laa
baad-e-bahaar dau.D ke baadal uThaa to laa
Natiq Gulavthi
Ghazal
a.ndhere din kii safaarat ko aa.e hai.n ab ke
hai.n kitnii raushaniyaa.n ishtihaar me.n shab ke
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
sunaa ki KHuub hai us ke dayaar kaa mausam
dilo.n pe chhaane lagaa phir KHumaar kaa mausam