SEARCH RESULTS
Showing search results for "photo"
Ghazal MATCHES FOR "photo"
Ghazal
photo me.n dil kii choT na tabdiil ho sakii
naqle.n utaar utaar ke akkaas rah gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
nafrat sii ho ga.ii hai mohabbat ke naam se
photo haTaa chuke hai.n tiraa Diary se ham
Siddharth Saini Saad
Ghazal
haath me.n le kar suuraj kaa naaranjii album
shaam vo photo kise dikhaane lagtii hai
Nahid Akhtar Balooch
Ghazal
un raqiibo.n me.n photo khi.nchaane ke baad
kyaa milegaa tumhe.n jii jalaane ke ba.ad
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
apne hunar se 'shams' the jugnuu the jo bhii the
photo kisii ke saath khi.nchaane nahii.n ga.e
Chandrashekhar Pandey Shams
Ghazal
muddato.n qaa.im rahe.ngii ab dilo.n me.n garmiyaa.n
mai.n ne photo le liyaa us ne nazar pahchaan lii
Akbar Allahabadi
Ghazal
dharne pe baiThne vaale paagal pichh.Dii zaat ke the sab
D.s.l.r vaalaa bas photo session kartaa thaa
Osama Zakir
Ghazal
mere lab par ik to us ko sogvaarii chaahiye
aur is par ye ki photo muskuraatii chaahiye
Prashant Sharma Daraz
Ghazal
Ayush Charag
Ghazal
jaanaa.n tumhaarii photo mobile me.n hai magar
be-chainiyo.n kaa us se izaala nahii.n hu.aa
Kashif Shakeel
Ghazal
Pratap Somvanshi
Ghazal
mirii photo ko aksar lagaa kar phone par tuu
use phir chuumtii hai to kyaa merii KHataa hai
Zafar Awan
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
muntashir hote hu.e ambaar ko tasviir kar
soch kii photo banaa afkaar ko tasviir kar
Hina Ambareen
Ghazal
kitaabo.n ko to diimak khaa ga.ii hai
tirii photo bachii hai bas cover me.n
Gunjan Nagar Shayar Bakar
Ghazal
qadr tuu ne kii na us kii zindagii me.n jo kabhii
maut par bhii us kii photo mat lagaa diivaar pe
Rajat Gupta Ahd
Ghazal
KHat ke saath me.n us kii photo bhii aa.ii
ham ne bhii phir chaa.nd ko dekhaa chiTThii nahii.n