SEARCH RESULTS
Showing search results for "pirone"
Ghazal MATCHES FOR "pirone"
Ghazal
agar palak pe hai motii to ye nahii.n kaafii
hunar bhii chaahiye alfaaz me.n pirone kaa
Javed Akhtar
Ghazal
bikhar gayaa hai jo motii pirone vaalaa thaa
vo ho rahaa hai yahaa.n jo na hone vaalaa thaa
Jamal Ehsani
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ra.ng kahaa.n thaa phuul kii pattii pattii me.n
kiran kiran sii dhuup pirone vaalaa mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
larzaa.n hai kisii KHauf se jo shaam kaa chehra
aa.nkho.n me.n ko.ii KHvaab pirone nahii.n detaa
Parkash Fikri
Ghazal
baate.n karnaa phone pe jaan ab chho.Do bhii
KHvaab me.n aa.o mai.n bhii sone vaalaa huu.n
Fakhr Abbas
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
ret ke jaisaa hai ab to ye muqaddar meraa
KHud bikhar jaa.e.nge ab mujh ko pirone vaale
Ajay Sahaab
Ghazal
kis jagah hogaa mujhe jo.Dne vaalaa lamha
vo gha.Dii zaat ke daano.n ko pirone vaalii
Javed Shaheen
Ghazal
daa.nto.n ke ishq me.n hai ye iGraaq-e-laaGarii
dau.Daa huu.n motiyo.n ke pirone ke vaaste
Muneer Shikohabadi
Ghazal
haath me.n tifl ke hosh aate hii cell-phone aayaa
ab nahii.n dikhtaa mohalle me.n khilaune vaalaa
Sada Ambalvi
Ghazal
Hashmi Bijapuri
Ghazal
pata chalaa ki ye aa.nkhe.n milii hai.n us ke liye
shab-e-firaaq ke gul raat bhar pirone ko
Mohammad Aazam
Ghazal
ab duur hote jaa rahe hai.n 'riit' ham se rishta sab
dhaagaa ko.ii ab chaahiye rishta pirone ke liye
Ritu Singh Rajput Rit
Ghazal
ab liye phirtaa hai kyaa daaman-e-sad-chaak apnaa
kyaa hu.e ab vo tire siine pirone vaale
Khaavar Jilani
Ghazal
ab kahaa.n hai.n vo mire ashk pirone vaale
ab kahaa.n hai.n vo mire diida-e-tar ke saathii