SEARCH RESULTS
Showing search results for "pirone"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pirone"
Ghazal
agar palak pe hai motii to ye nahii.n kaafii
hunar bhii chaahiye alfaaz me.n pirone kaa
Javed Akhtar
Sher
agar palak pe hai motii to ye nahii.n kaafii
hunar bhii chaahiye alfaaz me.n pirone kaa
Javed Akhtar
Sher
larzaa.n hai kisii KHauf se jo shaam kaa chehra
aa.nkho.n me.n ko.ii KHvaab pirone nahii.n detaa
Parkash Fikri
PAGE MATCHES FOR "pirone"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pirone"
Ghazal
ra.ng kahaa.n thaa phuul kii pattii pattii me.n
kiran kiran sii dhuup pirone vaalaa mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
larzaa.n hai kisii KHauf se jo shaam kaa chehra
aa.nkho.n me.n ko.ii KHvaab pirone nahii.n detaa
Parkash Fikri
Ghazal
baate.n karnaa phone pe jaan ab chho.Do bhii
KHvaab me.n aa.o mai.n bhii sone vaalaa huu.n
Fakhr Abbas
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
ret ke jaisaa hai ab to ye muqaddar meraa
KHud bikhar jaa.e.nge ab mujh ko pirone vaale
Ajay Sahaab
Ghazal
kis jagah hogaa mujhe jo.Dne vaalaa lamha
vo gha.Dii zaat ke daano.n ko pirone vaalii
Javed Shaheen
Nazm
farogh farruKH-zad ke liye ek nazm
kahaa.n pe nau saala bachchiyaa.n chahal saala mardo.n ke saath
sa.ngiin me.n pirone kaa hukm hogaa
Parveen Shakir
Sher
bikhar gayaa hai jo motii pirone vaalaa thaa
vo ho rahaa hai yahaa.n jo na hone vaalaa thaa
Jamal Ehsani
Ghazal
daa.nto.n ke ishq me.n hai ye iGraaq-e-laaGarii
dau.Daa huu.n motiyo.n ke pirone ke vaaste



