SEARCH RESULTS
Showing search results for "piye"
Ghazal MATCHES FOR "piye"
Ghazal
avval avval kii mohabbat ke nashe yaad to kar
be-piye bhii tiraa chehra thaa gulistaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
yuu.n ba.Dii der se paimaana liye baiThaa huu.n
ko.ii dekhe to ye samjhe ki piye baiThaa huu.n
Qaisarul Jafri
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
be-piye huu.n ki agar lutf karo aaKHir-e-shab
shiisha-e-mai me.n Dhale sub.h ke aaGaaz kaa ra.ng
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
be-kaif dil hai aur jiye jaa rahaa huu.n mai.n
KHaalii hai shiisha aur piye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai hariis-e-mai-kada KHuun-e-zindagii na pii
tuu sharaab agar piye tujh ko paarsaa kahuu.n
Nushur Wahidi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
raat ke vaqt mai piye saath raqiib ko liye
aa.e vo yaa.n KHudaa kare par na kare KHudaa ki yuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
vahii mai-KHvaar hai jo is tarah mai-KHvaar ho jaa.e
ki shiisha to.D de aur be-piye sarshaar ho jaa.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
piye baGair cha.Dhii rahtii hai hasiino.n ko
vahaa.n shabaab hai kyaa kam agar sharaab nahii.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
baiThe the log pahluu-ba-pahluu piye hu.e
ik ham the terii bazm me.n aa.nsuu piye hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
itne sannaaTe piye merii samaa'at ne ki ab
sirf aavaaz pe chaahuu.n to nishaane lag jaa.e.n
Mehshar Afridi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
piye baGair kaho to ye tishna-kaam kahe
vo raaz-e-mai jo suraahii kahe na jaam kahe
Kaleem Aajiz
Ghazal
haa.e vo vaqt ki jab be-piye mad-hoshii thii
haa.e ye vaqt ki ab pii ke bhii maKHmuur nahii.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
uThaa.e jaa un ke sitam aur jiye jaa
yuu.n hii muskuraa.e jaa aa.nsuu piye jaa