SEARCH RESULTS
Showing search results for "piye"
Nazm MATCHES FOR "piye"
Nazm
andeshe
dil ne aise bhii kuchh afsaane sunaa.e ho.nge
ashk aa.nkho.n ne piye aur na bahaa.e ho.nge
Kaifi Azmi
Nazm
jashn-e-id
'ajab thii 'iid-e-KHumistaa.n 'ajab thaa ra.ng-e-nashaat
kisii ne baada-o-saaGar kisii ne ashk piye
Shakeb Jalali
Nazm
ustad
KHvaah saarii umr us ke paa.nv dho dho kar piye
aadmii se haq adaa hotaa hai kab ustaad kaa
Faiz Ludhianvi
Nazm
basant aur holi ki bahaar
pyaarii kaa haath apnii baGal me.n liye hu.e
aa.nkhe.n sharaab-e-husn-e-javaanii piye hu.e
Ufuq Lakhnavi
Nazm
dard-e-dil
kyaa kahuu.n kaun havaa sar me.n bharii rahtii hai
be piye aaTh-pahr be-KHabarii rahtii hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
firqa-parasti ka challenge
mil jaa.e to mai.n kis kaa lahuu pii nahii.n saktii
majbuur huu.n be KHuun piye jii nahii.n saktii
Nazeer Banarasi
Nazm
izhaar-e-mohabbat
sharaab-e-mohabbat ke saaGar piye hai
ye 'afzal' kaa dil bhii iraada kiye hai
Afzal Peshawari
Nazm
gandhi-ji ki aawaz
phir apne kaamo.n se chamkaa.o sar-zamiin-e-vatan
tumhaare mai-kade me.n dahr phir piye yaaro
Nazish Partap Gadhi
Nazm
gandhi ke baad
KHuun arzaa.n hai Gariibo.n kaa piye jaate hai.n
jab ye piine hii par aa jaa.e.n to phir dariyaa kyaa
Izhaar Malihabadi
Nazm
le chal ai ishq
jin ke saa.e se larazte hai.n Gamo.n ke maare
KHuun-e-mazduur piye sar-ba-falak miinaare
Mahshar Badayuni
Nazm
pile diye
thak ga.e jo shor se to ghar ko jaa.e mai piye
Taar kii lambii sa.Dak ho us pe ho.n piile diye
Om Bhutkar Maghloob
Nazm
tauba-nama
vo havaa ke sard jho.nke shoKHiyaa.n karte hu.e
bin pii.e baa-mast kar dene kaa dam bharte hu.e