SEARCH RESULTS
Showing search results for "police"
Ghazal MATCHES FOR "police"
Ghazal
maulvii saahib na chho.De.nge KHudaa go baKHsh de
gher hii le.nge police vaale sazaa ho yaa na ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
qaatil faraar ho gayaa police ke aane tak
ik raah-rau bechaara giraftaar ho gayaa
Mohammad Alvi
Ghazal
Urmilesh
Ghazal
hazaaro.n saal se police kii taftiish jaarii hai
hasiino.n kii kamar ko vo hamesha laapata samjhe
Bulbul Kashmiri
Ghazal
bhagaa ke tum nahii.n laa.e the gar raqiiban ko
to phir police ke register pe naam kis kaa thaa
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
sab raqs mirii aa.nkho.n ko lagne lage phiike
hij.Do.n ne lagaayaa thaa jo Thumkaa mire aage
T N Raaz
Ghazal
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
kisii bhii mo.D se aksar police kii golii ko
galii me.n kheltaa bachcha dikhaa.ii detaa hai
Khalil Dhantejvi
Ghazal
Ashraf Yaqubi
Ghazal
mujhe sa.Dak se uThaa.o na ai police vaalo
yahaa.n se kuucha-e-jaanaa.n dikhaa.ii detaa hai
Ustad Rampuri
Ghazal
miyaa.n police me.n mulaazim to biivii college me.n
uThaataa ko.ii bhii ik duusre kaa baar nahii.n